Sunday, October 14, 2012

Ek kasak dil mein dabi reh gayi

Ek kasak dil mein dabi reh gayi, Zindagi mein unki kami reh gayi, Itni ulfat k baad b vo mujhe na mile.. Shayad meri mohabbat mein hi kuch kami reh gayi. *************************************** Nigaho mein aur koi dosti ke kabil na raha, Is kinare ka aur koi sahil na raha, Chand jaisa dost mila humein zamin par, Aasma ka chand bhi aab deedar k kabil nahi raha. *************************************** Subha Uthhkar 3 kam kiya karo.. 1) Ishwar ko yaad karo taki TUM ji sako. 2) Mujhe SMS karo taki Main ji saku. 3) Nahaa liya karo taki sab ji sake. *************************************** Zikar hua jab khuda ki rehmaton ka, Hamne khud ko khushnaseeb paya, Tamanna thi ek pyare se dost ki, Khuda khud dost bankar chala aaya

0 comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.